Khuda tumhein, parnaam hain shaadar
Par tune di, bas ek hi chaadar
Kya odhe kya bichaayenge
Mere achche din kab aayenge
Mere achche din kab aayenge
Do roti aur ek langoti
Ek langoti aur wo bhi chhoti
Isme kya badan chhupaayenge
Mere achche din kab aayenge
Mere achche din kab aayenge
Main khali-khali tha
Main khali-khali hoon
Main khali-khali khoya-khoya sa
Main khali-khali tha
Main khali-khali hoon
Main khali-khali khoya-khoya sa
Mere achche din kab aayenge
Mere achche din kab aayenge
Ho geet nahi ye mera dard hain, dard hain
Kaise ye roozana hi gaata jaun main
Khali-khali jeb’on mein khwaab hain, khwaab hain
Poore jo hote nahi
Waqt hua nakhoon ke jaisa
Be-dardi se jisko main kantoon
Roj jarurat aur khwaahish ke
Beech mein khudko
Kaise main baantoon
Mere tukkde ho jaayenge
Mere achche din kab aayenge
Mere achche din kab aayenge
Main khali-khali tha
Main khali-khali hoon
Main khali-khali khoya-khoya sa
Main khali-khali tha
Main khali-khali hoon
Main khali-khali khoya-khoya sa
Mere achche din kab aayenge
Mere achche din kab aayenge
Achche din, achche din hoo.. o..
Achche din, achche din hoo.. o..
Achche din, achche din hoo.. o..
Achche din, achche din hoo.. o..
Na jaane yeh kab aayenge