
Aur Tanha

Na main vaada karta hoon
Na main bhoola karta
Tu hai to sab raston pe
Main kya dhoondha karta
Yun tera hona bhi aur tanha karta
Track Team
Aur Tanha Lyrics
Tu hi toh hai, tu hi toh hai
Har pal hi teri baaton mein guzarta
Itna kyun mere saath aayi tu
Tu na jaane, tu na jaane
Har pal mein tu hai
Main hoon ya hai rasta
Itna kyun mujhko door laayi tu
Na main vaada karta hoon
Na main bhoola karta
Tu hai to sab raston pe
Main kya dhoondha karta
Yun tera hona bhi aur tanha karta
Tu hi toh hai, tu hi toh hai
Jo hanste hanste aankhein bhar sakti hai
Ab itni toh pehchaan ho gayi
Nahin hai toh, nahyi hai tu
Ab chhoda hai to sach mein chhod de mujhko
Kyun har pal ki mehmaan ho gayi
Main yun tanha jeeta hoon
Jaise koi marta
Yeh bhi koi hona hai
Jo hai aankhein bharta
Yun tera hona bhi aur tanha karta
Aur tanha karta
Aur tanha karta
Trending Now
Advertisement
