Oo.. na ri na ri
La la na ri na ri..
O… ha hi…
Boond boond mein
Gum sa hai
Ye saavan bhi toh
Tum sa hai
Boond boond mein
Gum sa hai
Ye saavan bhi toh
Tum sa hai
Ik ajnabi ehsaas hai
Kuchh hai naya
Kuchh khaas hai
Kusoor ye saara
Mausam ka hai
Boond boond mein
(Boond boond mein)
Gum sa hai
Ye saavan bhi toh
(Saavan bhi toh)
Tum sa hai..
Chalne do man-marziyan
Hone do gustakhiyan
Phir kahaan ye fursatein
Phir kahaan nazdeekiyan
Keh do tum bhi kahin
Laapata toh nahi
Dil tumhara bhi kuchh
Chahta toh nahi..
Boond boond mein
Gum sa hai
Ye saavan bhi toh
Tum sa hai
Ik ajnabi ehsaas hai
Kuchh hai naya, kuchh khaas hai
Kusoor ye saara
Mausam ka hai
Boond boond mein
Gum sa hai
Ye saavan bhi toh
Tum sa hai
Sirf ik mere siva
Aur kuchh na dekh tu
Khwaaishon ke shehar mein
Ek main hoon ek tu
Tujhko aana hai toh
Banke tu saans aa (aa..)
Na rahe dooriyan..
Iss qadar paas aa..
Boond boond mein
Gum sa hai
Ye saavan bhi toh
Tum sa hai
Bas ye ijaazat de mujhe
Jee bhar ke main pee loon tujhe
Main pyaas hoon aur tu shabnam sa hai
Boond boond mein
(Boond boond mein)
Gum sa hai
Ye saavan bhi toh
(Saavan bhi toh)
Tum sa hai..