Teri meri mulaqaaton mein
Oh chhoti chhoti unn baaton mein
Tham jaata tha woh pal wahaan
Beeta lamha pata bhi na chala
Darmiyaan.. darmiyaan..
Faasley kab aaye darmiyaan
Darmiyaan.. darmiyaan..
Faasley kab aaye darmiyaan
Darmiyaan…
Kabhi meetha kabhi kadva saa
O sapna par woh apna tha
Jaane kaise paraya ho gaya..
Sapna toota pata bhi na chala…
Darmiyaan.. darmiyaan..
Faasley kab aaye darmiyaan
Darmiyaan.. darmiyaan..
Faasley kab aaye darmiyaan
Darmiyaan…
Sunte the ke hai yeh daayra
Uss mein tha basa apna jahaan
Socha na tha badal jaayega..
Tukda tukda sa reh jaayega…
Toota iss kadar dekho yahaan
Aisa bikhra sameta na gaya…
Darmiyaan.. darmiyaan..
Faasley kab aaye darmiyaan
Darmiyaan.. darmiyaan..
Faasley kab aaye darmiyaan
Darmiyaan.. darmiyaan…