Yeh jo mujhpe hua hai tera hi karam..
Ban gaya tu meri chahaton ka haram…
Yeh jo mujhpe hua hai tera hi karam
Ban gaya tu meri chahaton ka haram
Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam
Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam
Rakh lena meri khwahishon ka bharam
Tujhko paane ko machle yeh dil hardam
Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam
Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam
Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam
Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam
Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam…
Aa…
Meri aankhon ko khaabon se bhar de zara..
Apne lamhe mere naam kar de zara…
Meri aankhon ko khaabon se bhar de zara
Apne lamhe mere naam kar de zara
Thehre thehre se hain raaste inn dino
Besafar hoon mujhe bhi safar de zara
Besafar hoon mujhe bhi safar de zara
Bin tere hoti hai meri palkein yeh nam
Meri bechainiyan aake kar de tu kam
Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam
Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam
Zindagi ko bohat hai zarurat teri..
Pad gayi hai ise ab toh aadat teri…
Zindagi ko bohat hai zarurat teri
Pad gayi hai ise ab toh aadat teri
Mere ehsaas pe kar zara baarishein
Mujhko rehti hai har pal shiddat teri
Mujhko rehti hai har pal shiddat teri
Mera tere liye hi hua hai janam
Ab teri taraf hi uthenge kadam
Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam
Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam
Aa… mm…