Kabhi muskurati hai
Kabhi gun-gunati… (gun-gunati)
Kabhi soch kar kuch bhi (kuch bhi)
Sharma vo jaati…
Kabhi muskurati hai
Kabhi gun-gunati…
Kabhi soch kar kuch bhi
Sarma vo jaati…
Apni hi masti me kuch
Badd-baddati
Kuch yaad kar fir
Bhool jati
Aankhon mein hai jiske
Meri khwaahishon ka ghar
Kehta hoon main usko
Dilbar…
Hmm.. kehta hoon main usko
Dilbar…
O mere dilbar
O mere humdum
Tu rehna mere sang
Dilbar…
Karun taarif kya main
Itne lafz hi nahin
Meri aankhon ne tumsa
Koi dekha nahin
Karun taarif kya main
Itne lafz hi nahin
Meri aankhon ne tumsa
Koi dekha nahin
Khuda ka tu
Koi aksh hai…
Jise dhoonda
Tu vo shaksh hai…
Dekhun jo main
Dekhta hi reh jaun
Kuch jubaa se
Naa keh paun
Aankhon mein hai jiske
Meri khwaahishon ka ghar
Kehta hoon main usko
Dilbar…
Kehta hoon main usko
Dilbar…
O mere dilbar
O mere humdum
Tu rehna mere sang
Dilbar…
Dilbar…
Dilbar…