Sur ho meri saanson mein
Like teri dhadkan mein
Doob jaaye chal kisi
Anjaane sargam mein
Alfaaz jo sangeet se mil jaayein
Ek taar ki hum taar ban tharr aayein
Ek geet ban jaayein
Dooba dooba mann
Dooba dooba mann
Dooba dooba re khumaar mein
Khoya khoya mann
Khoya khoya tere pyar mein
Ho…
Khoya khoya mann
Khoya khoya mann
Khoya khoya ek baar mein
Dooba dooba mann
Dooba dooba tere pyar mein
Ho…
Aayina jo dekhun main
Toh aks tera hi dikhe
Ho dil mera aur dhadkane ho teri
Haan baal meri palak ka
Aur khwaahishein teri ho sab
Ho neend meri loriyan ho teri
Ho kyun na hum ek khwaab ban jaye
Dhoop tu aur chaanv main
Dono ek aangan mein
Bheeg jaayein chal kisi
Anjaane mausam mein
Ehsaas yeh jazbaaton se mil jaayein
Phir tera hi bas yun hi hum bharmaayein
Ek geet ban jaayein
Dooba dooba mann
Dooba dooba mann
Dooba dooba re khumaar mein
Khoya khoya mann
Khoya khoya tere pyar mein
Ho…
Khoya khoya mann
Khoya khoya mann
Khoya khoya ek baar mein
Dooba dooba mann
Dooba dooba tere pyar mein
Ho…
Dooba dooba mann
(Dooba dooba…)
Khoya khoya mann
(Khoya khoya…)
Dooba dooba mann
(Dooba dooba…)
Tere pyar mein