
Ek Zindagi

Main toh baadalon se door jaungi
Main toh apna hi sur paungi
Hai jo crazy crazy sapne mere
Saare chun’ke main bunn aaungi
Maana iss duniya ki hoon hi nahin
Main apni hi duniya banaungi
Ke ek hai zindagi meri
Sau khwahishan main poori karaan
Track Team
Ek Zindagi Lyrics
Main toh baadalon se door jaungi
Main toh apna hi sur paungi
Hai jo crazy crazy sapne mere
Saare chun’ke main bunn aaungi
Haan maana iss duniya ki hoon hi nahin
Main apni hi duniya banaungi
Ke ek hai zindagi meri (zindagi meri)
Sau khwahishan (sau khwahishan)
Haan ek hai zindagi meri
Sau khwahishan
Main poori, main poori
Main poori karaan
Ke ek hai zindagi meri
Sau khwahishan
Main jeena, main jeena
Main poori tarah
Main jeena, main jeena
Main poori tarah
O…
Hey! hey!
Sabki rok hai, tok hai
Nok hai, jhok hai
Par dil mein phir bhi hope hai
Haina haan…
Life thodi hard hai
Andekhe card hai
Par hum bhi toh star hai
Haina haan…
Ke maana iss duniya ki hoon hi nahin
Main apni hi duniya banaungi
Ho…
Haan ek hai zindagi meri
Sau khwahishan
Ek ek main poori karaan
Ek hai zindagi meri
Sau khwahishan
Main jeena, main jeena
Main poori tarah
Main jeena, main jeena
Main poori tarah…
Ho…
Trending Now
Advertisement
