Hmm…
Tujhko yaad hai bata
Bhooli bisri woh jagah
Usme lipti woh subah
Us ek aangan ko bana
Tu zameen aur aasman
Phirta kyun hai yun tanha
Doori jo darmiyaan hai
Tujh mein aur aashiyaan mein
Kar de kam faansle tu, o…
Dastak tu de yahan pe
Sunte hai dar wahan pe
Kar de kam faansle zara…
Oh… oh… haan…
Oh… tu chhod zid ko
Oh… fakeera ghar aaja
Fakeera ghar aaja…
Fakeera ghar aaja, hmm…
Ajnabi sheharon ki tu
Kyun baanhon mein soye
Yun ginta sitaare
Majhedhaar ki hai aadat
Paas mein hi the hamesha kinaare
Tune dil pe tha likha
Tere ghar ka pata
Seedhe aksharon mein yun
Kyun akela iss tarah
Baandhe moh ki doriyan
Udta dil ka patanga
Doori jo darmiyaan hai
Tujh mein aur aashiyaan mein
Kar de kam faansle tu, o…
Dastak tu de yahan pe
Sunte hai dar wahan pe
Kar de kam faansle zara…
Oh… oh… haan…
Oh… tu chhod zid ko
Oh… fakeera ghar aaja
Fakeera ghar aaja…
Fakeera ghar aaja…
Fakeera ghar aaja