Mere honthon se dhuaan-dhaar nikalti hai jo boli
Jaise jaise bandook ki goli
Mere tevar mein hai tehzeeb ki rangeen rangoli
Jaise jaise ho Eid mein Holi
Mere honthon se dhuaan-dhaar nikalti hai jo boli
Jaise jaise bandook ki goli
Mere tevar mein hai tehzeeb ki rangeen rangoli
Jaise jaise ho Eid mein Holi
Mere jeevan ki dasha
Thoda raston ka nasha
Thodi manzil ki pyaas hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Haan kasam se
Baaki sab first class hai
Pal mein tola pal mein masha
Jaisi baazi waisa pasha
Apni thodi hatke duniya-daari hai
Karna kya hai chandi sona
Jitna paana utna khona
Hum toh dil ke dhande ke vyapari hai
Meri muskaan liye kabhi aati hai subah
Kabhi shaamein udaas hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Haan kasam se
Baaki sab first class hai
Ho sabke honthon pe charcha tera
Bant’ta galiyon mein parcha tera
Yun toh aashiq hai laakhon magar
Sabse ooncha hai darza tera…
Jeb mein ho athanni bhale
Chalta note’on mein kharcha tera
Yun toh aashiq hai laakhon magar
Sabse ooncha hai darza tera
Sabse ooncha hai darza tera
Meri taareef se chhupti phire badnaamiyan meri
Jaise jaise ho aankh micholi
Mere tevar mein hai tehzeeb ki rangeen rangoli
Jaise jaise ho Eid mein Holi
Mere jeevan ki dasha
Thoda raston ka nasha
Thodi manzil ki pyaas hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Haan kasam se
Baaki sab first class hai
Haan!