Itna na milo humse
Itna na milo humse
Kahin pyaar na ho jaye
Itna na milo humse
Kahin pyaar na ho jaye
Inkaar karo warna
Izhaar na ho jaye
Izhaar hua toh phir
Iqraar na ho jaye
Itna na milo humse
Kahin pyaar na ho jaye
Kehte hain zamaane mein
Badi chott khayi hai
Milti na wafa iss mein
Bas milti judaai hai
Apne qisse bhi yun
Apne qisse bhi yun
Mash’hoor na ho jaye
Itna na milo humse
Kahin pyaar na ho jaye
Yeh rog mohabbat ka
Humko bhi na ho jaye
Auron ki tarah hum bhi
Barbad na ho jaayein
Izhaar-e-mohabbat ki
Izhaar-e-mohabbat ki
Kahin bhool na ho jaye
Itna na milo humse
Kahin pyaar na ho jaye
Itna na milo humse
Kahin pyaar na ho jaye
Inkar karo warna
Izhaar na ho jaye
Izhaar hua toh phir
Ikraar na ho jaye
Itna na milo humse
Kahin pyaar na ho jaye…