Fursatein hain jo hain abhi
Hongi na yeh phir kabhi
Uchhaal do hawaaon mein
Khwahishein hain jo hain dabi
Fursatein hain jo hain abhi
Hongi na yeh phir kabhi
Uchhaal do hawaaon mein
Khwahishein hain jo hain dabi
Ho…
Naachein gaayein chillayein
Hum saath mein
Keh rahi hai yeh khamoshiyan..
Aww..
Itna sannata kyun hai
Itna sannata kyun hai
Kyun hai?
Haan kyun hai?
Kyun hai?
Itna sannata kyun hai
Bol kyun hai?
Hmm.. itna sannata kyun hai
Kyun hai, kyun hai
Kyun hai..
Shor bhi zaroori hai
Shararatein bhi hai laazmi (hai laazmi..)
Hungamey na kiye toh phir (toh phir..)
Zindagi yeh kis kaam ki..
O..goonje zoron se
Apni ye dhadkanein
Yahi kehta hai dil yeh mera..
Aww..
Itna sannata kyun hai
Kyun hai
Haan kyun hai
Kyun hai
Itna sannata kyun hai
Bol kyun hai?
Kyun hai?
Aww…
Fursatein hain jo hain abhi
Hongi na yeh phir kabhi
Uchhaal do hawaaon mein
Khwahishein hain jo hain dabi
Naachein gaayein chillayein
Hum saath mein
Keh rahi hai yeh khamoshiyan..
Aww..
Eh eh eh eh.. kyun hai?
Kyun hai
Haan kyun hai
Kyun hai
Itna sannata kyun hai
Bol kyun hai?
Kyun hai?
Hmm.. itna sannata kyun hai…
Haha!