Hmm.. hmm.. hmm.. hmm..
Woh jo tha khwaab sa
Kya kahein jaane de
Yeh jo hai kam se kam
Yeh rahein ke jaane de
Woh jo tha khwaab sa
Kya kahein jaane de
Yeh jo hai kam se kam
Yeh rahein ke jaane de
Kyun na rok khud ko
Ek mashwara kar lein
Magar jaane de
Aadatan toh sochenge
Hota yun toh kya hota
Magar jaane de
Woh jo tha khwaab sa
Kya kahein jaane de
Yeh jo hai kam se kam
Yeh rahein ke jaane de
Hmm.. hmm.. hmm.. hmm..
Hmm.. hmm.. hmm.. hmm..
Beeta jo beete na haaye kyun..
Haaye yun aankhon mein
Humne toh bei-mann bhi socha na..
Kyun aaye tum baaton mein
Puchhte jo humse tum
Jaane kya kya hum kehte
Magar jaane de
Aadatan toh sochenge
Hota yun toh kya hota
Magar jaane de
Woh jo tha khwaab sa
Kya kahein jaane de
Yeh jo hai kam se kam
Yeh rahein ke jaane de
Aasa’n nahi hai magar
Jaana nahi ab udhar
Hmm.. hmm.. hmm..
Aasa’n nahi hai magar
Jaana nahi ab udhar
Maaloom hai jahan dard hai
Wahin phir bhi kyun jaayein
Wohi kashmakash, wohi uljhanein
Wohi tees kyun laayein
Behtar toh yeh hota
Hum mile hi na hote
Magar jaane de
Aadtan toh sochenge
Hota yun toh kya hota
Magar jaane de
Woh jo tha khwaab sa
Kya kahein jaane de
Yeh jo hai kam se kam
Yeh rahein ke jaane de..