
Keh Rahi Hai Nazdeekiyan

Kya cheez mohabbat hai koi jaane na
Hai iss uljhan mein saara yeh jag
Koi na samjha hai, na samjhega
Kaayda iss dil ki duniya ka alag
Aafat mein saansein, aafat mein dhadkan
Aafat mein dil ki sarzameen
Jo bhi chadhega yeh ishq parbat
Barbaad hona laazmi
Track Team
Keh Rahi Hai Nazdeekiyan Lyrics
Keh rahi hai nazdeekiyaan
Faansle ab bhi hai darmiyaan
Faansle ab bhi hai darmiyaan
Faansle ab bhi hai darmiyaan
Keh rahi hai nazdeekiyaan
Faansle ab bhi hai darmiyaan
Faansle ab bhi hai darmiyaan
Faansle ab bhi hai darmiyaan
Pechida, pechida
Dil ki yeh galiyan
Pechida, pechida
Dil ki yeh galiyan
Keh rahi hai nazdeekiyaan
Faansle ab bhi hai darmiyaan
Faansle ab bhi hai darmiyaan
Pechida, pechida
Dil ki yeh galiyan
Pechida, pechida
Dil ki yeh galiyan
Kya cheez mohabbat hai koi jaane na
Hai iss uljhan mein saara yeh jag
Koi na samjha hai, na samjhega
Kaayda iss dil ki duniya ka alag
Aafat mein saansein, aafat mein dhadkan
Aafat mein dil ki sarzameen
Jo bhi chadhega yeh ishq parbat
Barbaad hona laazmi
Pechida, pechida
Dil ki yeh galiyan
Pechida, pechida
Dil ki yeh galiyan
Keh rahi hai nazdeekiyaan
Faansle ab bhi hai darmiyaan
Faansle ab bhi hai darmiyaan
Kyun chand sitaron mein hai wabasta
Har ik prem kahani ka falsafa
Asaan hi kyun itni yeh aashiqui
Kyun itni mushqil nibhani wafa
Darr hai aankhon mein phir bhi kyun jaane
Bebaak hai dil bewajah
Saaf hokar bhi tasveer dhundali
Aaye nazar kyun har jagah
Pechida, pechida
Dil ki yeh galiyan
Pechida, pechida
Dil ki yeh galiyan
Keh rahi hai nazdeekiyaan
Faansle ab bhi hai darmiyaan
Faansle ab bhi hai darmiyaan
Pechida, pechida
Dil ki yeh galiyan
Pechida, pechida
Dil ki yeh galiyan
Trending Now
Advertisement
