Raat chup hai magar chaand khaamosh nahi
Kaise kahun aaj phir hosh nahi..
Iss tarah dooba hoon teri mohabbat ki gehrayi mein
Haath mein jaam hai aur peene ka shauk nahi…
.
Kisko pata tere dil mein hai kya
Chadta hai tujhpe kyun raat ka nasha baby
Kisko pata tere dil mein hai kya
Chadta hai tujhpe kyun raat ka nasha baby
Dekhun jo tujhko
Lagti shehzadi tu raaton ki
Din chadte hi kho jaye
Shaam dhale tak nazar na aaye
Aankhon mein teri
Saare dil haare baithe phirte
Jaan jaan meri maan maan
Tu dharti par hai husn pari..
Kisko pata tere dil mein hai kya
Chadta hai tujhpe kyun raat ka nasha baby..
Kisko pata tere dil mein hai kya
Chadta hai tujhpe kyun raat ka nasha baby..
Baby.. baby..
Chehra hai aankhon mein yeh chehra
Behka tujhe dekh ke main behka
Rehta teri raahon mein dil rehta
Sehta din bhar mera dil kehta
Aao na oh baby aao na
Batao na oh baby rehti kahan..