
Kitna Maza Aayega

Soch kitna maza aayega
Jab hum tum pahadon ke shehar mein rahenge
Aur tere mere din bhi kuch ghanton mein guzrenge
Jab hum tum bas ek hi sadak pe chalenge
Hathon mein hath liye bas baatein karenge
Song HD Wallpapers

Singer/Lyrics/Music/Label

Feat

Video Director
Kitna Maza Aayega Lyrics
Soch kitna maza aayega
Jab hum tum pahadon ke shehar mein rahenge
Aur tere mere din bhi kuch ghanton mein guzrenge
Soch kitna maza aayega
Jab hum tum bas ek hi sadak pe chalenge
Hathon mein hath liye bas baatein karenge
Baatein kuch anjaani si
Kuch nakli si, kuch deewani si
Oh hum pe yeh sama bhi muskurayega
Soch kitna maza aayega
Ha ha ha ha ha ha
Ha haha maza aayega
Ha ha ha ha ha ha
Ha haha
Ik aam ka paudha
Jo bachpan mein boya tha
Ik raja ka beta
Jo jungle mein khoya tha
Ik aam ka paudha
Jo bachpan mein boya tha
Ik raja ka beta
Jo jungle mein khoya tha
Oh teri yeh sab baatein
Mujhe achi lagti hain
Oh jab tu chhoti si aur pyaari si
5 saal ki ek bachchi lagti hai
O… koi purana kissa
Tere chehre pe hansi layega
Soch kitna maza aayega
Ha ha ha ha ha ha
Ha haha maza aayega
Ha ha ha ha ha ha
Ha haha
O o… wo…
Trending Now
Advertisement
