Hmm… hmm.. hmm.. hmm.. hmm.. hmm..
Kuch iss tarah
Kuch iss tarah
Ae raat tham zara
Kuch iss tarah..
Kuch iss tarah
Kuch iss tarah
Ae raat tham zara
Kuch iss tarah
Do jism se, ik jaan mein
Dhal jaye hum zara
Kuch iss tarah..
Ye jo chand ik lakeer sa hai aasmaan par
Yunhi aankh mein meri reh chamakta raat bhar
Ae baadalon zara si tum se ilteja hai yeh
Fana na ho umeed ke sitaare doob kar
Kuch iss tarah
Kuch iss tarah
Ae raat tham zara
Kuch iss tarah..
Do jism se, ik jaan mein
Dhal jaye hum zara
Kuch iss tarah..
Alvida humko kahe
Muskura ke maut bhi
Thodi si saansein chhupa le
Seene mein kahin..
Jee le aa ik raat mein
Umr bhar ki zindagi
Koi bhi pal reh na jaye
Jeene mein kahin
Kuch iss tarah
Kuch iss tarah
Ae raat tham zara
Kuch iss tarah..
Do jism se ik jaan mein
Dhal jaye hum zara
Kuch iss tarah..
Haan… haan… haan… haan…
Rooh ki parwaaz pe hai parindey ishq ke
Humko chaahat ki nazar se dekh aasmaa’n
Aankh mein jo ashq hai
Chaand ko bhi rashq hai
Likh rahein hain pyaar ki hum aisi daastaa’n
Kuch iss tarah
Kuch iss tarah
Ae raat tham zara
Kuch iss tarah..
Do jism se ik jaan mein
Dhal jaye hum zara
Kuch iss tarah..