
Mazaa

Main gairon ki baahon mein dekha hai soke
Sach batayein mazaa aa gaya
Tu tu hai meri jaan koi tujhsa kahin na
Li unki jo khushboo samajh aa gaya
Song HD Wallpapers

Singer/Music

Video Director

Female Feat

Label

Male Feat

Lyrics
Mazaa Lyrics
Main gairon ki baahon mein dekha hai soke
Sach batayein mazaa aa gaya
Tu tu hai meri jaan koi tujhsa kahin na
Li unki jo khushboo samajh aa gaya
Main gairon ki baahon mein dekha hai soke
Sach batayein mazaa aa gaya
Tu tu hai meri jaan koi tujhsa kahin na
Li unki jo khushboo samajh aa gaya
Bhatak gaye the
Hum ik shaam ko
Kiya hai kharab
Kharab tere naam ko
Kyun dil tera toda yeh poochhne kal toh
Sapne mein mere khuda aa gaya
Main gairon ki baahon mein dekha hai soke
Sach batayein mazaa aa gaya
Tu tu hai meri jaan koi tujhsa kahin na
Li unki jo khushboo samajh aa gaya
Dariya yeh dariya, dariya na hota
Na hota jo iska kinaara
Akal thikane aayi humari
Tumse bichhad kar oh yaara
Dariya yeh dariya, dariya na hota
Na hota jo iska kinaara
Akal thikane aayi humari
Tumse bichhad kar oh yaara
Raat ko nikla tha teri gali se
Thokar main kha ke subah aa gaya
Main gairon ki baahon mein dekha hai soke
Sach batayein mazaa aa gaya
Tu tu hai meri jaan koi tujhsa kahin na
Li unki jo khushboo samajh aa gaya
Yeh aakhri galti thi, aakhri mauka
De de na mujhko tu saaki
Ab tere pairon mein kaatenge yaara
Jitni bhi zindagi hai baaki
Yeh aakhri galti thi, aakhri mauka
De de na mujhko tu saaki
Ab tere pairon mein kaatenge yaara
Jitni bhi zindagi hai baaki
Ho Jaani ke andar jo Jaani awara tha
Jaani woh khud hi jala aa gaya
Main gairon ki baahon mein dekha hai soke
Sach batayein mazaa aa gaya
Tu tu hai meri jaan koi tujhsa kahin na
Li unki jo khushboo samajh aa gaya
Trending Now
Advertisement
