
Mehrama

Main na pahunchun kyun wahan pe
Jaana chaahun main jahan
Main kahan kho gaya
Aisa kya ho gaya
Oh mehrama kya mila yun judaa hoke bata
Na khabar apni rahi, na raha tera pata
Track Team
Mehrama Lyrics
Chahiye kisi saaye mein jagah
Chaaha bahut baar hai
Na kahin kabhi mera dil laga
Kaisa samajhdaar hai
Main na pahunchun kyun wahan pe
Jaana chaahun main jahan
Main kahan kho gaya
Aisa kya ho gaya
Oh mehrama kya mila
Yun judaa hoke bata
Oh mehrama kya mila
Yun judaa hoke bata
Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
Oh mehrama kya mila
Yun judaa hoke bata
Jo shor ka hissa huyi woh awaaz hoon
Logon mein hoon par tanha hoon main
Haan tanha hoon main
Duniya mujhe mujhse judaa hi karti rahe
Bolun magar na baatein karun
Ye kya hoon main
Sab hai lekin main nahin hoon
Woh jo thoda tha kami
Woh hawa ho gaya
Kyun khafa ho gaya
Oh mehrama kya mila
Yun judaa hoke bata
Oh mehrama kya mila
Yun judaa hoke bata
Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
Oh mehrama kya mila
Yun judaa hoke bata
Trending Now
Advertisement
