Patta anaaron ka
Patta chanaaron ka
Jaise hawaaon mein
Aise bhatakta hoon
Din raat dikhta hoon
Main teri raahon mein
Mere gunaahon mein
Mere sawaabon mein shaamil tu…
Bhooli atthanni si
Bachpan ke kurte mein se mil tu…
Rakhu chhupa ke main
Sab se woh laila
Maangu zamaane se
Rabb se woh laila
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila
Teri talab thi
Haan teri talab hai
Tu hi toh sab thi
Haan tu hi toh sab hai
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila
O’meri laila-laila
Khwaab tu hai pehla
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila
O’meri laila-laila
Khwaab tu hai pehla
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila
Maangi thi duaayein jo
Unka hi asar hai hum saath hai
Na yahaan dikhaawa hai
Na yahaan duniyaavi jazbaat hai
Yahaan pe bhi tu hooron se zyada haseen
Yani dono jahaano mein tumsa nahi
Jeet li hai aakhir mein
Hum dono ne yeh baaziyaan
Rakhu chhupa ke main
Sab se woh laila
Mangun zamaane se
Rabb se woh laila
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila
Teri talab thi
Haan teri talab hai
Tu hi toh sab thi
Haan tu hi toh sab hai
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila
O’meri laila-laila
Khwaab tu hai pehla
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila
O’meri laila-laila
Khwaab tu hai pehla
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila
Zaaika jawaani mein
Khwaabon mein yaar ki
Mehmaani mein
Marziyaan tumhaari hon
Khush rahoon main teri
Manmaani mein
Band aankhein karoon
Din ko raatein karoon
Teri zulfon ko sehla ke baatein karoon
Ishq mein uhn baaton se
Ho meethi si naaraziyaan
Rakhu chhupa ke main
Sab se woh laila
Mangun zamaane se
Rabb se woh laila
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila
Teri talab thi
Haan teri talab hai
Tu hi toh sab thi
Haan tu hi toh sab hai
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila
O’meri laila-laila
Khwaab tu hai pehla
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila
O’meri laila-laila
Khwaab tu hai pehla
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila