Oonchi hai building
Arey lift teri bandh hai
Haan! kaise main aaun
Arey dil razaamand hai
Oonchi hai building
Arey lift teri bandh hai
Kaise main aaun
Arey dil razaamand hai
Aha..aaja, aaja
Aaja mere swagger wale raja
Teri yaad sataaye
Dulhe raja tu aaja
Aaja, aaja
Aaja band baja leke aaja
Teri yaad sataaye dulhe raja ab toh aaja
Kaise?
Oonchi hai building
Hey! lift teri bandh hai
Haan! kaise main aaun
Arey dil razaamand hai
Kaise..?
Kaise..?
Tere waaste daud kar aaunga main
Hey! sau seedhiyon ko bhi chadh jaaunga main
Haan.. tu mera dilbar hai aana padega
Tujhe mera nakhra uthaana padega
Ohh..tu aage aage main peeche peeche
Ho chumbak ki tarah mujhko tu kheenche
Aye aye aye..
Kahaan ja raha hai ankhiyon ko meenche
Michael ki cycle ke aayega neeche
Ohh.. utni hai door tu
Jitni kareeb hai
Haan.. aankh maarti hai
Arey ladki ajeeb hai
Ladki ajeeb hai
Ladki ladki ladki..ladki ajeeb hai
O..aaja aaja..
Teri yaad sataaye..
Aaja, aaja
Aaja mere swagger wale raja
Teri yaad sataaye
Dulhe raja ab toh aaja na
Kaise?
Oonchi hai building
Hey! lift teri bandh hai
Haan! kaise main aaun
Arey dil razaamand hai
Aha..aaja, aaja
Aaja mere swagger wale raja
Teri yaad sataaye
Dulhe raja ab toh aaja
Aaja, aaja
Aaja mere swagger wale raja
Teri yaad sataaye
Dulhe raja ab toh aaja aaja..
Aye aye..