
Pehla Pyaar

Jhoothi hain woh raahein saari duniya ki
Ishq jahan na chale
Tera hona mera hona kya hona
Agar na dono milein
Tu pehla pehla pyaar hai mera
Track Team
Pehla Pyaar Lyrics
Ha ha haa…
Baatein zaroori hain
Tera milna bhi zaroori
Maine mita deni
Yeh jo teri meri doori
Ha ha haa…
Hmm… baatein zaroori hain
Tera milna bhi zaroori
Maine mita deni
Yeh jo teri meri doori
Jhoothi hain woh raahein saari duniya ki
Ishq jahan na chale
Tera hona mera hona kya hona
Agar na dono milein
Tu pehla pehla pyaar hai mera
Tu pehla pehla pyaar hai mera
Tu pehla pehla pyaar hai mera
Tu pehla pehla pyaar hai mera, haa…
Ha ha haa…
Woh shehar bade honge boriyat bhare
Rehta nahi jinme tu sang mere
Khabar tujhe bhi hai yeh
Raunaqein sabhi hoti tere hone se
Tere bina tanha koi kya kare…
Aise sabhi sheharon pe mujhko
Taras hai aata bada
Tere liye main na jahaan khada, o…
Meelon ka ho, saalon ka ho jaaye woh
Safar ki parwah nahi
Tu hai jahan maine wahan hona hai
Pahuch hai jaana wahi
Tu pehla pehla pyaar hai mera
Tu pehla pehla pyaar hai mera
Tu pehla pehla pyaar hai mera
Tu pehla pehla pyaar hai mera
Jeete jee toh jeetega na yeh faasla hai pata
Saansein chalein teri taraf jaise chale raasta
Mera hai tu, tu hai khalish ya hai khushi ya khata
Tere siva mera jahan se na koi waasta
Trending Now
Advertisement
