
Qanoon

Ab tak mudde bigde hi hain
Aafat aur wabalon se
Meri ek guzarish hai
Qanoon banane walon se
Track Team

Singer/Lyrics

Music

Lyrical Video

Label
Share on facebook
Share on twitter
Share on reddit
Share on pinterest
Share on stumbleupon
Share on whatsapp
Share on linkedin
Share on tumblr
Share on telegram
Share on pocket
Share on email
Qanoon Lyrics
Meri ek guzarish hai
Qanoon banane walon se
Meri ek guzarish hai
Qanoon banane walon se
Ab tak mudde bigde hi hain
Aafat aur wabalon se
Meri ek guzarish hai
Qanoon banane walon se
Bahut se aise waakyaat
Jo pehli baar hi hote hain
Bahut se aise haadsaat
Jo pehli baar hi hote hain
Bahut se aise waakyaat
Jo pehli baar hi hote hain
Bahut se aise haadsaat
Jo pehli baar hi hote hain
Unmein galat-sahi ab kaise
Saabit karein hawalon se
Meri ek guzarish hai
Qanoon banane walon se
Ab tak mudde bigde hi hain
Aafat aur wabalon se
Meri ek guzarish hai
Qanoon banane walon se
Khel zindagi ke na jeete gaye
Kabhi chalaki se
Na hi zyada kum diliyon se
Aur na hi bebaki se
Khel zindagi ke na jeete gaye
Kabhi chalaki se
Na hi zyada kum diliyon se
Aur na hi bebaki se
Ye baazi pechida hai
Shayad satranj ki chaalon se
Meri ek guzarish hai
Qanoon banane walon se
Ab tak mudde bigde hi hain
Aafat aur wabalon se
Meri ek guzarish hai
Qanoon banane walon se
Yun toh chaahe khoob risaale
Chhaapo aur mazboon likho
Halla karke akhbaron se
Chaahe phir kanoon likho
Yun toh chaahe khoob risaale
Chhaapo aur mazboon likho
Halla karke akhbaron se
Chaahe phir kanoon likho
Hall to aakhir niklenge
Buniyadi asal sawalon se
Meri ek guzarish hai
Qanoon banane walon se
Ab tak mudde bigde hi hain
Aafat aur wabalon se
Meri ek guzarish hai
Qanoon banane walon se
Waise to agar sochein to sab
Kaagaz ke farmaan hi hai
Kuwwat hai mehdood kyonki
Munsif bhi insaan hi hai
Waise to agar sochein to sab
Kaagaz ke farmaan hi hai
Kuwwat hai mehdood kyonki
Munsif bhi insaan hi hai
Khoon tapakta dekha hai
Insaaf ke butt ki gaalon se
Meri ek guzarish hai
Qanoon banane walon se
Ab tak mudde bigde hi hain
Aafat aur wabalon se
Meri ek guzarish hai
Qanoon banane walon se
Palak jhapakte duniya badle
Aisa hua na hoga bhi
Zimmedar barabar ke hain
Sadar bhi aur daroga bhi
Palak jhapakte duniya badle
Aisa hua na hoga bhi
Zimmedar barabar ke hain
Sadar bhi aur daroga bhi
Zara zara se fark padenge
In Sartaaj khayalon se
Meri ek guzarish hai
Qanoon banane walon se
Ab tak mudde bigde hi hain
Aafat aur wabalon se
Meri ek guzarish hai
Qanoon banane walon se
Ab tak mudde bigde hi hain
Aafat aur wabalon se
Meri ek guzarish hai
Qanoon banane walon se
Meri ek guzarish hai
Qanoon banane walon se…
Trending Now
Share on facebook
Share on twitter
Share on reddit
Share on pinterest
Share on stumbleupon
Share on whatsapp
Share on linkedin
Share on tumblr
Share on telegram
Share on pocket
Share on email
Advertisement

Portable Hanging Neck Fan Including 2 pcs USB Rechargeable Battery and Charger
Segun Pro Infrared Forehead Thermometer
Timed Wall Charger 3 Pin Universal Power Socket for US, EU, UK Plug Type C Port USB Port 2.4A Home Charger India Pin with Smart Charger
Pen Stand Speaker Phone Call Answering Supported with Aux/Sd Card Slot
Outdoor Mini Folding Chair Portable Stool for Camping
Portable Pocket-Sized COB LED Flashlight with Magnetic Clip
10" Portable LED Ring Light with 3 color modes Dimmable Lighting | For YouTube | Photo-shoot | Video shoot | Live Stream | Makeup & Vlogging
ONCRO® Trending Gold Metal 2 in 1 Type C to 3.5mm Aux Headphone Splitter Adapter Jack & Charging Jack Converter
Previous
Next