Din aaye, din jaaye
Te mann peya sapne sajaaye
Te mann peya sapne sajaaye..
Ho.. haa haa haa..
Din aaye, din jaaye
Mann sapne sajaaye
Hum chalein hain toh chalte hi jaayein
Jo samay hain kahaani pal-pal anjaani
Kya hona hain yeh kaise bataayein
Din aaye, din jaaye
Mann sapne sajaaye
Hum chalein hain toh chalte hi jaayein
Jo samay hain kahaani pal-pal anjaani
Kya hona hain yeh kaise bataayein
Sun kehti hain yeh dagar-dagar
Bas nazar-nazar hain jo sapne
Taaron se chamke dagar-dagar
Chal nagar-nagar sang apne..
Rasta rasta deewarein hain
Kadam-kadam par mod
Chalta chal sapno ke raahi
Tu himmat na chhod…
Rasta rasta deewarein hain
Kadam-kadam par mod
Chalta chal sapno ke raahi
Tu himmat na chhod..
Hey! hey! hey! hey!
Hey! hey!
Ho…
Jagmagaate chehre hain
Aankhon mein hain armaan
Ruk nahi sakte kahin
Aise hain yeh toofaan
Ho.. yeh musafir ek din
Manzil pe milne hain
Bijliyan kitni girein
Yeh phool khilne hain
Yeh phool khilne hain..
Din aaye, din jaaye
Mann sapne sajaaye
Hum chalein hain toh chalte hi jaayein
Jo samay hain kahaani pal-pal anjaani
Kya hona hain yeh kaise bataayein
Sun kehti hain yeh dagar-dagar
Bas nazar-nazar hain jo sapne
Taaron se chamke dagar-dagar
Chal nagar-nagar sang apne..
Rasta rasta deewarein hain
Kadam-kadam par mod
Chalta chal sapno ke raahi
Tu himmat na chhod
Ho…
Rasta rasta deewarein hain
Kadam-kadam par mod
Chalta chal sapno ke raahi
Tu himmat na chhod
Ho…