Bichhda hoon khud se main zaroor..
Raahon mein kho kar kahin door..
Dekho phir se aaine mein
Baatein chhedo ajnabi se
Puchho khud se hai chala kahan..
Dil ki sunwai hai
Kathere mein meri parchhayi hai
Pal hi harjayi hai
Mehangi sazayein ki duhayi hai..
Aankhon mein chhayi hai tanhayi
Andheron ki gehrayi hai
Sunwai hai..
Ho sunwai hai..
Badle nazaarein badli si raahein
Badli hai chaand ki roshni
Gham ke hai saayein ab dil mein
Nahi the safar mein manzilein chhaye..
Jaane kab aashiqui saadagi kho diye saare
Dhoondhe dil manzilein phir wahi
Banke ik ajnaabi..
Khud se hi ladayi hai
Kathere mein meri parchhayi hai
Dil ki sunwai hai
Mehangi sazayein ki duhayi hai
Aankhon mein chhayi hai tanhayi
Andheron ki gehrayi hai
Sunwai hai..
(Andheron ki gehrayi hai)
Ho sunwai hai..
Rishtein kinaare kal ki hai yaadein..
Raahon mein humsafar chhod kar
Kho diye saare ab dil ne
Apna hi chehra khud na pehchaane
Khoya hai ye kaun hoon kya karoon
Dil nahi jaane
Dhoondhe kal ki heenayat abhi
Banke ik ajnabi..
Khud se hi ladayi hai
Kathere mein meri parchhayi hai
Dil ki sunwai hai
Mehangi sazayein ki duhayi hai
Aankhon mein chhayi hai tanhayi
Andheron ki gehrayi hai
Sunwai hai..
(Andheron ki gehrayi hai)
Ho sunwai hai..