(Main kaali raat ka taara
Main kaali raat ka taara
Main kaali raat ka taara)
Main kaali raat ka taara
Baalak su nyara nyara
Reeadh pe chadti sursuri
Thari raat na kar doon kurkuri
Mera paagal ho reya dil
Mane khet mein aake mil
Main kaali raat ka taara
Baalak su nyara nyara
Arey subhe te leke shaam
Saare tede mede kaam
Main swagpur ka chaudhary
Re kar doon kaam tamaam
Arey subhe te leke shaam
Saare tede mede kaam
Main swagpur ka chaudhary
Re kar doon kaam tamaam
Kaata goshiyon bheetar ho je
Baawla mann ka teetar
Bawaal na kariye jaake laga dyun
Kaan ke niche itar (itar)
Re shehar ye ho reya maari khaat
(Khaat khaat)
Aji neta wali hori thaat
(Thaat thaat)
Re mor bana doon tera kara doon
Bandh yo baandar baant
Meri khaat mati
Main ruku kati
Maine metro kitt-pitt kara rakhi
Bheet paad dunga teri