O…
Tere mere darmiyaan hain baatein ankahi
Tu wahaan hai main yahaan
Kyun saath hum nahin
Tere mere darmiyaan hain baatein ankahi
Tu wahaan hai main yahaan
Kyun saath hum nahin
Faisley.. jo kiye
Faasley.. hi mile
Raahein juda kyun ho gayi
Na tu galat, na main sahi
Le ja mujhe saath tere
Mujhko na rehna saath mere
Le ja mujhe saath tere
Mujhko na rehna saath mere
Le ja mujhe..
Le ja mujhe..
Aahaan… aahaan..
Thodi si dooriyan hain
Thodi majbooriyan hain
Lekin hai jaanta mera dil
Ho.. ik din toh aayega
Jab tu laut aayega
Tab phir muskuraayega mera dil
Sochta hoon yahin
Baithe baithe yun hi
Raahein juda kyun ho gayi
Na tu galat, na main sahi
Le ja mujhe saath tere
Mujhko na rehna saath mere
Le ja mujhe saath tere
Mujhko na rehna saath mere
Le ja mujhe..
Le ja mujhe..
Ta ta ra ta ra
Ta ta ra ta ra
Yaadon se lad raha hoon
Khud se jhagad raha hoon
Aankhon mein neend hi nahi hai
Ho.. tujhse juda hue toh
Lagta aisa hai mujhko
Duniya meri bikhar gayi hai..
Dono ka tha safar
Manzilon pe aakar
Raahein juda kyun ho gayi
Na tu galat, na main sahi
Le ja mujhe saath tere
Mujhko na rehna saath mere
Le ja mujhe saath tere
Mujhko na rehna saath mere
Le ja mujhe..
Le ja mujhe…
Sunn mere khuda bas itni si meri dua
Lauta de humsafar mera
Jaayega kuchh nahi tera
Tere hi dar pe hoon khada
Jaaun toh main jaaun main kahaan
Taqdeer ko badal meri
Mujhpe hoga karam tera..