Tu hi hai, bas tu hi hai
Meri har hasi mein tu hi hai
Tu hi hai, bas tu hi hai
Har lamhe mein aur saal mein
Tu hi hai, bas tu hi hai
Mere gham khushi mein tu hi hai
Tu hi hai, bas tu hi hai
Teri dosti har haal mein
Agar mudke dekhun jo main zara
Toh kabhi na raha tujhse juda
Yaara teri yaari
Umr saari saath hai
Yaara teri yaari
Umr saari saath hai
Yaara teri yaari
Umr saari saath hai
Yaara teri yaari
Umr saari saath hai
Haan haan ha ha ha ha…
Bin kahe sab
Sun leta hai mera yaar
Dard se khushiyan
Chun leta hai mera yaar
Duniya se woh lad jaata hai mere liye
Lekin mujhse haar jaata hai mera yaar
Agar mudke dekhun jo main zara
Toh kabhi na raha tujhse juda
Yaara teri yaari
Umr saari saath hai
Yaara teri yaari
Umr saari saath hai
Yaara teri yaari
Umr saari saath hai
Yaara teri yaari
Umr saari saath hai
Haan haan ha ha ha ha…