Aaya Re Thackeray

Scintilla

“Fankaar hai wo, damdaar hai wo
Chhoo kar na dekho angaar hai wo
Kehta hai har koi
Saare zamaane pe Thackeray
Aaya re sabka baap re
Kehte hai usko Thackeray

Track Team

Nawazuddin Siddiqui
Nawazuddin Siddiqui

Actor

Rohan-Rohan
Rohan Rohan

Music

Amrita Rao

Actress

Zee Music Company
Zee Music

Label

Nakash Aziz
Nakash Aziz

Singer

Dr. Sunil Jogi

Lyrics

Share to:

Share on facebook
Share on twitter
Share on google
Share on reddit
Share on whatsapp
Share on pinterest
Share on linkedin
Share on telegram
Share on pocket

Lyrics

Hey…

Hey…
Aaya, aaya dekho, aaya maseeha
Sabke dil pe chhaya hai
Dharti ambar saara samandar
Dikhta uska saya hai

Ho…
Aaya, aaya dekho, aaya maseeha
Sabke dil pe chhaya hai
Dharti ambar saara samandar
Dikhta uska saya hai

Fankaar hai wo
Damdaar hai wo
Arey chhoo kar na dekho
Angaar hai wo
Kehta hai har koi
Saare zamaane pe Thackeray

Aaya re, aaya re
Aaya re sabka baap re
Arey kehte hai, kehte hai
Kehte hai usko Thackeray

Aaya re, aaya re
Aaya re sabka baap re
Arey kehte hai, kehte hai
Kehte hai usko Thackeray

Hey…
Dar par jo uske aaye sawali
Khaali kabhi wo na jata
Jo bhi wo kehta hai karke dikhata
Waada wo hardam nibhata

Hey…
Haathon mein kanthi mala hai uske
Andaaz uska nirala
Surat na dekhe, dekhe zarurat
Sabka hai wo rakhwala

Dildaar hai wo
Arey lalkaar hai wo
Sabke dilon ka sardaar hai wo
Kehta hai har koi
Karne na dega wo paap re

Aaya re, aaya re
Aaya re sabka baap re
Kehte hai, kehte hai
Kehte hai usko Thackeray

Aaya re, aaya re
Aaya re sabka baap re
Kehte hai, kehte hai
Kehte hai usko Thackeray

Hey..
Hai sabke honthon pe uski kahaani
Duniya hai uski deewani
Chhote se kad mein himmat hai itni
Jitna samandar mein paani

Hey..
Takhat ka shohrat ka wo khazana
Chalta hai peechhe zamana
Uski nazar se bachta na koi
Aisa hai uska nishana

Khuddaar hai wo
Sarkaar hai wo
Toote dilon ki patvaar hai wo
Mit na sakegi
Aisi hai uski chhaap re

Aaya re (aaya re)
Aaya re (aaya re) baap re (baap re)
Kehte hai, kehte hai
Kehte hai usko Thackeray

Arey aaya re (aaya re)
Aaya re (aaya re) sabka baap re
Arey kehte hai, kehte hai
Kehte hai usko Thackeray

(Aaya re, aaya re
Aaya re sabka baap re
Kehte hai, kehte hai
Kehte hai usko Thackeray
O… o…
Aaya re, aaya re
Aaya re sabka baap re
Kehte hai, kehte hai
Kehte hai usko Thackeray)

Share to:

Share on facebook
Share on twitter
Share on google
Share on reddit
Share on whatsapp
Share on pinterest
Share on linkedin
Share on telegram
Share on pocket