Husn ko parde ki zarurat nahi ae Ghalib
(Ae Ghalib)
Kaun hosh mein rehta hai
Mujhe dekhne ke baad
Zamana dekhe mujhe
Zamana dekhe mujhe
Zamana dekhe mujhe
Aur main apne aap mein
Magan magan magan
Ghadar badan main gulbadan
Ghadar badan main
Haan haan
Ghadar badan main gulbadan
Ghadar badan main
Haan haan
Ghadar badan main gulbadan
Ghadar badan main
(Ghadar badan main)
Zamana dekhe mujhe
Zamana dekhe mujhe
Zamana dekhe mujhe
Aur main apne aap mein
Magan magan magan
Ho… ghadar badan main gulbadan
Ghadar badan main
Haan haan
Ghadar badan main gulbadan
Ghadar badan main…
Ga ma pa dha ni dha ni
dha ni dha ni dha ni dha pa
Pa sa ni dha, pa sa ni dha
Dha ni sa ni dha ni sa…
Chunauti de rahi hai
Laali meri aaftaab ko…
Wo chaand chhup gaya jo
Dekha rukh-e-maahtaab ko
Chunauti de rahi hai
Laali meri aaftaab ko
Wo chaand chhup gaya jo
Dekha rukh-e-maahtaab ko
Badre mein sath leke chaloon
Dhundh aur agann..
Ghadar badan main gulbadan
Ghadar badan main,
Haan haan
Ghadar badan main gulbadan
Ghadar badan main
Haan haan
Ghadar badan main gulbadan
Ghadar badan main…
Qayamat hoon main sar se paanv tak
Aaye haaye qayamat hoon
Udaaye khwaab aankhon se
Wahi aaye haaye main chahat hoon
Khud behkegi, behkaayegi
Meri jaan mujhe marwayegi
Khud behkegi, behkaayegi
Marwayegi, marwayegi
Zamana dekhe mujhe
Zamana dekhe mujhe
Zamana dekhe mujhe,
Aur main apne aap mein
Magan magan magan
Ho… ghadar badan main gulbadan
Ghadar badan main
Haan haan
Ghadar badan main gulbadan
Ghadar badan main
De re naa re… de re naa…