Jaana tu phir wahan
Jahan main nahi tha
Phir batana mujhe woh jahan kaisa tha
Be-khabar se hain, ishq mein tere
Baat yun nahi ho rahi hai kyun
Jaanta hai khuda.. ishq mein tere
Be-khabar se hain, ishq mein tere
Baat yun nahi ho rahi hai kyun
Jaanta hai khuda.. ishq mein tere
Jaana tu phir wahan
Jahan pyar nahi tha
Phir batana mujhe woh jahan kaisa tha
Jaana tu phir wahan
Jahan main nahi tha
Phir batana mujhe woh jahan kaisa tha
Ja re ja harjai
Ja re ja harjai
Ja re ja.. harjai..
Ja re ja harjai
Ja re ja harjai
Ja re ja ho harjai…
Jahan nazar ayega tu
Wahin pe main sajda kar doon
Jahan nazar ayega tu
Wahin pe main sajda kar doon
Ja re ja harjai
Ja re ja harjai
Ja re ja, ja re ja..
Itni doori main seh na paaun
Door aaj tu itna hai kyun
Aisa kyun..
Itni doori ab seh na paaye
Lagta hai jaise mar hi jaaye hum
Aise kyun..
Jo kehna tha woh keh diya
Jo sunna tha woh sunn liya
Ab baaki reh gaye sannaate..
Tumne woh suna, jo maine na kaha
Kehne de mujhe, jo kehna tha..
Tere bin main yahan, nahi jee paaunga
Jeete jee main yahan, kahin mar jaaun na
Ja re ja harjai
Ja re ja harjai
Ja re ja, ja re ja..
Ja re ja harjai
Ja re ja harjai
Ja re ja, ja re ja..
Ab tere haathon mein rakh di hai
Maine meri qismat saari
Rakh le mujhko zinda yahan
Tu mujhko yun maar de
Jab jeeti maine mazhab ki ladaai jo hui thi
Upar baitha rabb bhi bola
Saccha aisa ishq hai
Tu sunn le, tu sunn le, tu sunn le
Par tune na suni..
Kisi ki na suni, kisi ki na suni..
Ja re ja harjai
Ja re ja harjai
Ja re ja.. harjai..
Ja re ja harjai
Ja re ja harjai
Ja re ja ho harjai…
Jahan nazar ayega tu
Wahin pe main sajda kar doon
Jahan nazar ayega tu
Wahin pe main sajda kar doon
Jaana tu phir wahan
Jahan main nahi tha
Phir batana mujhe woh jahan kaisa tha..