
Ishq Saaf

Tere ishare bin bole
Ishq karte hai bayaan
Tere hawale kar diya hai
Zindagi ye javedaan
Ishq saaf aaine ki tarah
Dikh raha hai teri aankhon mein
Track Team
Ishq Saaf Lyrics
Haan… hey hey…
Aankhein tere chehre se na kabhi hatein
Aakhir tu bata de ye dil kya kare
Aankhein tere chehre se na kabhi hatein
Aakhir tu bata de ye dil kya kare
Tere ishare bin bole
Ishq karte hai bayaan
Tere hawale kar diya hai
Zindagi ye javedaan
Ishq saaf aaine ki tarah
Dikh raha hai teri aankhon mein
Ho… Ishq saaf aaine ki tarah
Dikh raha hai teri aankhon mein
Tere ishare bin bole
Ishq karte hai bayaan
Tere hawale kar diya hai
Zindagi ye javedaan
Ishq saaf aaine ki tarah
Dikh raha hai teri aankhon mein
Ho… Ishq saaf aaine ki tarah
Dikh raha hai teri aankhon mein
Tanha rahoon toh logon ki nazrein
Meri nazron mein tujhe dhoondhti hai
Pyar ki pehli pehli baarish
Chehre pe aisa asar chhodti hai
Tu iss tarah se ban gayi hai
Inn labon ki ik duaa
Tere hawale kar diya hai
Zindagi ye javedaan
Ishq saaf aaine ki tarah
Dikh raha hai teri aankhon mein
Ho… Ishq saaf aaine ki tarah
Dikh raha hai teri aankhon mein
Trending Now
Advertisement
