
Matlabi Yariyan

Ishq mein thi kitni khaamiyan
Bas mili hain badnaamiyan
Dil ke musafir ne dekhi hain
Har pal nakaamiyan
Song HD Wallpapers

Actor

Video Director

Singer

Label

Lyrics

Music
Matlabi Yariyan Lyrics
Kyun beech mein yeh deewarein hain
Badhne lagi yeh dararein hain
Hai wajah, kuch wajah
In dooriyon ke ishaare hain
Samundar mein doobe kinaare hain
Har jagah, har jagah
Soyi nazar mein sau dard jaage
Bikharti gayi main jod jod dhaage
Haariyan, yaara matlabi thi teri yariyan
Haariyan, yaara matlabi thi teri yariyan
Yaariyan, yaara matlabi thi teri yariyan
Ishq mein thi kitni khaamiyan
Bas mili hain badnaamiyan
Haan…
Ishq mein thi kitni khaamiyan
Bas mili hain badnaamiyan
Dil ke musafir ne dekhi hain
Har pal nakaamiyan
Saare khwab toote aankhon ke aage
Bikharti gayi main jod jod dhaage
Haariyan, yaara matlabi thi teri yariyan
Haariyan, yaara matlabi thi teri yariyan
Yaariyan, yaara matlabi thi teri yariyan, yariyan
Jhoothi sajna ki yaari
Jhoothi thi woh daavedari
Jhoothi nikli dilon ki saude baaziyan
Jhoothi sajna ki yaari
Jhoothi thi woh daavedari
Jhoothi nikli dilon ki saude baaziyan
Haan…
Haariyan, yaara matlabi thi teri yariyan
Ho…
Haariyan, yaara matlabi thi teri yariyan
Trending Now
Advertisement
