Na Manzoori

Dekhogaana.com Icon

Boond sa main hua aur bani tu ghata
Haan main hoon tujhsa aur hai tu mujhsa
Kaisi bhi ho yeh doori dete hain na manzoori
Humne kiya hai waada sath ka har dafa

Track Team
Ash King
Ash King

Singer

Indie Music Label
Indie Music Label

Label

Naveen Tyagi

Lyrics

Sundeep Gosswami

Music

Dhruwal Patel
Dhruwal Patel

Video Director

Share on facebook
Share on twitter
Share on reddit
Share on pinterest
Share on stumbleupon
Share on whatsapp
Share on linkedin
Share on tumblr
Share on telegram
Share on pocket
Share on email

Na Manzoori Lyrics

Tera aur mera rishta hai aasmaani
Shikwe zameeni bewajah
Duniya sunegi ik dooje ki zubaani
Apne dilon ki daasta

Boond sa main hua
Aur bani tu ghata
Haan main hoon tujhsa
Aur hai tu mujhsa

Aan… kaisi bhi ho yeh doori
Dete hain na manzoori
Humne kiya hai waada
Sath ka har dafa

Kaisi bhi ho yeh doori
Dete hain na manzoori
Humne kiya hai waada
Sath ka har dafa

Vaade, iraade, shartein hai aazmaani
Toh phir hai kya fayda
O jaane anjaane humne yeh baat maani
Kyun na jiyein ba-kayda

Main hua inke sath
Aur bani tu hawa
Behte hain dono
Rehte hain dono o…

Oh… kaisi bhi ho ye doori
Dete hain na manzoori
Humne kiya hai waada
Sath ka har dafa

Kaisi bhi ho ye doori
Dete hain na manzoori
Humne kiya hai waada
Sath ka har dafa

Share on facebook
Share on twitter
Share on reddit
Share on pinterest
Share on stumbleupon
Share on whatsapp
Share on linkedin
Share on tumblr
Share on telegram
Share on pocket
Share on email