Oh bandeya dhoondhe hai kya
Raahein teri hai ghar tera
Chalna wahan, jaana wahan
Khud tak kahin pahunche jahan
Kadam utha aur saath mein ho le
Shehar shehar yeh tujhse dekho bole
Tukar tukar yun apne naina khole
Zindagi pee le zara
Behti hawaon ke jaise hai iraade
Udte parindon se seekhi hai jo baatein
Anjani raahon pe koi main chala
Main safar mein hoon
Khoya nahi
Main safar mein hoon
Khoya nahi
Main safar mein hoon
Khoya nahi
Main safar mein hoon
Khoya nahi
Thoda aage badein maine jaana
Yeh sach hai toh kya hai
Uljhe uljhe sab sawaal…
Zindagi hai yeh kya
Main kaun hoon
Maine yeh jaana
Mujhe mil hi gaye sab jawab…
Dekho na hawa kaanon mein
Mere kehti kya
Boli wekh Fareeda mitti khulli
Mitti utte Fareeda mitti dulli
Chaar dina da jee le mela duniya
Phir jaane hona kya
Behti hawaon ke jaise hai iraade
Udte parindon se seekhi hai jo baatein
Anjani raahon pe koi main chala
Main safar mein hoon
Khoya nahi
Main safar mein hoon
Khoya nahi
O ho…
Yeh kaisa safar hai
Jo yun dooba raha
Jaata kahin main
Ya laut ke aa raha
Woh chehre, woh aankhein
Woh yaadein purani mujhe poochhti
Yeh nadiya ka paani bhi behta hai
kehta yehi
Main safar mein hoon
Khoya nahi
Main safar mein hoon
Khoya nahi
Main safar mein hoon
Khoya nahi
Main safar mein hoon
Khoya nahi
Khoya nahi, khoya nahi
Khoya, khoya, khoya
Khoya nahi
Main safar mein hoon
Khoya nahi