Paglayi-paglayi duniya yeh logo ko
Padhti hai akhbaar’on ki tarah
Dekhe woh jismon se aage bhi thoda sa
Baaton ke pichhe bhi jhaanke zara
Jo hai chhupa, jo na padha
Kitna kuchh hai aisa likha
Nazron mein jo aaya nahi
Duniya waalon ko na dikha
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Tere mere jaisa koyi hoga kyun
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Chamkeele kaagaz si
Muskaanein hain inn honthon pe
Beimaani saawar hum
Jaise ho inn chonton pe
Sach mein kabhi hass na sake
Khul ke ro bhi paate nahi
Kya rog hai hum kyun bhala
Jo hain woh ho jaate nahi
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Tere mere jaisa koyi hoga kyun
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Sapno se tu zinda
Sapno se hi main zinda hoon
Jhoothi si duniya ki
Parwaah humne karni hi kyun
Kuchh khaas hai
Kuchh khoob hai
Tujh mein mujhko hai yeh khabar
Ek dosti sach se kareeb
Dooja saathi tera sabar
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Tere mere jaisa koyi hoga kyun
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Tere mere jaisa koyi hoga kyun
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon…