Main yahaan, main wahaan
Chaahe jaaun jahaan
Poochhta hai yeh dil
Tu kahaan, tu kahaan
Main saara jag chhod ke nikla hoon
Ek tere hi vaaste
Dooriyan hai bichhi raaste-raaste
Kitni bhi doori ho
Koyi majboori ho
Maine yeh thaana hai
Tujhko hi paana hai
Aa raha hoon main banke deewana
Maan hi lega ek din zamaana
Tu meri main tera
Tu meri main tera
Tu meri main tera
Tu meri main tera
Tu meri main tera
Tu meri main tera
Tu meri main tera
Tu meri main tera
Meri tanhaiyan kar rahi hai bayaa’n
Unn dino ki haseen dastaa’n
Jabke hum saath the
Haath mein haath the
Lamha lamha hasee’n tha samaa
Yaadein barse na kyun
Aankhein tarse na kyun
Dhoondhti hai yeh tera thikaana
Tu mile toh hai bas yeh bataana
Tu meri main tera
Tu meri main tera
Tu meri main tera
Tu meri main tera
Tu meri main tera
Tu meri main tera
Tu meri main tera
Tu meri main tera
Yeh safar hai kathin
Mushkilein raat din
Saaye ki tarah hai saath mere
Paanv zakhmi sahi dil ko hai zid yahi
Jaana hi hai ise paas tere
Raah ka soonapann
Aur tann ki thakan
Kitne teeron ka main hoon nishaana
Phir bhi jaana toh maine yeh jaana
(Aan…)
Tu meri main tera
Tu meri main tera
Tu meri main tera
Tu meri main tera
Tu meri main tera
Tu meri main tera
Tu meri main tera
Tu meri main tera