Hmm hmm hmm…
Phir se zindagi muskurayegi
Hum manayenge, maan jayegi
Aaj tak bhale, ajnabi rahi
Aaj se humein jaan jayegi
Mudke dekhna hi kyon
Aage ka iraada hain
Aaj se hain jo bhi apna
Aadha-aadha hain
Maine vaara re, vaara re, vaara saathiya
Mera, mera sab pyaar, pyaar, pyaar mein
Vaara re, vaara re, vaara saathiya
Mera, mera sab pyaar, pyaar, pyaar mein tere…
Hmm hmm hmm…
Phir se zindagi muskurayegi (muskurayegi)
Hum manayenge, maan jayegi
(Hum manayenge, maan jayegi)
Aaj tak bhale, ajnabi rahi
(Aaj tak bhale, ajnabi rahi)
Aaj se humein jaan jayegi
(Aaj se humein jaan jayegi)
Dono ko nibhana yeh
Umar bhar ka vaada hain
Aaj se hain jo bhi apna
Aadha-aadha hai
Maine vaara re, vaara re, vaara saathiya
Mera, mera sab pyaar, pyaar, pyaar mein
Vaara re, vaara re, vaara saathiya
Mera, mera sab pyaar, pyaar, pyaar mein tere…
Hmm hmm hmm…